SEARCH RESULTS
Showing search results for "jarraar"
Ghazal MATCHES FOR "jarraar"
Ghazal
maftuuh bastiyo.n pe hai yalGaar kii gha.Dii
galiyo.n me.n ek lashkar-e-jarraar aa.egaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
mujh ko 'jarraar' fanaa ishq-e-sitamgar ne kiyaa
ab kahaa.n jaa.egaa ye dushman-e-jaa.n mere ba.ad
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
kahne ko laakh lashkar-e-jarraar hai magar
manzuumaat ko jayyad ik saalaar bhii to ho
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
vaapas jo nahii.n aa.egaa me.n vo safarii huu.n
ai dost gale lag ki charaaG-e-saharii huu.n
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
kis qabiile se u.Daa laa.ii hai fauj-e-a.adaa
aisaa jarraar to lashkar me.n nahii.n hai apne
Shareef Ahmad Shareef
Ghazal
'jarraar' har qadam pe mile hai.n suKHan-farosh
is daur-e-KHud-Garaz me.n suKHanvar rahaa hai kaun
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
bas ek maa.n kii du'aa.o.n kaa lashkar-e-jarraar
hamaare gird hisaar-e-amaan khii.nchtaa hai
Usman Minai
Ghazal
mai.n KHud hii lashkar-e-jarraar apnaa
mai.n KHud apnaa 'alam apnaa nishaa.n huu.n
Waqar Tahiri
Ghazal
bach ke vo nikalte hai.n jin se ruu-shanaasii hai
zindagii hamaarii to ab ajal-numaa sii hai
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
mire saath saath aa.o nayaa mai-kada banaa.o
kabhii mai.n tumhe.n pilaa.uu.n kabhii tum mujhe pilaa.o
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
qalb-e-zardaar me.n sarkuubii-e-muflis ke liye
taish kaa lashkar-e-jarraar rahegaa kab tak