SEARCH RESULTS
Showing search results for "jas"
Ghazal MATCHES FOR "jas"
Ghazal
mujhe dekhnaa ho jas ko mire haal par na jaa.e
miraa zauq-o-shauq dekhe miraa intiKHaab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
chal gayaa kaam yahaa.n jaam chale yaa na chale
baada-kash lauT ga.e dekh kai mai-KHaane ko
Jaleel Manikpuri
Ghazal
haasil nahii.n darmaa.n kaa vo hai ye maraz jas se
jaa.n-bar na hu.aa ko.ii biimaar KHudaa-haafiz
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
liye phiruu.ngaa hamesha mai.n us kii KHaakistar
rahegaa saath mire jal ke bhii qafas meraa
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
Mustafa Shahab
Ghazal
zaruur tuu hai numaayaa.n sitamgarii me.n zaruur
hamaaraa dard bhii ba.Dhtaa hai tere jas kii tarah
Kundan Aravali
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
'mus.hafii' bhar chalaa vo riish o baruut
hu.e jas piir-e-naa-tavaa.n kii chaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Ali Akbar Natiq
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke