SEARCH RESULTS
Showing search results for "jashn-e-jazbaat"
Ghazal MATCHES FOR "jashn-e-jazbaat"
Ghazal
ye bhii kamaal hii to hai qaabil-e-daad saahibaan
aaj kalaam-e-'jashn' me.n ko.ii kamaal bhii nahii.n
Sunil Kumar Jashn
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
shaaKH-e-jazbaat pe naGmaat kaa manzar KHaamosh
Gam kii aaGosh me.n armaa.n kaa kabuutar KHaamosh
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
jashn-e-maqtal hii na barpaa hu.aa varna ham bhii
paa-ba-jaulaa.n hii sahii naachte gaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
jashn-e-aavaargii-o-ranj-e-masaafat kaa shariik
dasht kaa dasht hu.aa hai mirii vahshat kaa shariik
Saima Zaidi
Ghazal
ik samt jashn-e-shaadii-o-ha.ngaama-e-nishaat
ik samt hashr aah-o-fuGaa.n dekhtaa huu.n mai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
baanii-e-jashn-e-bahaaraa.n ne ye sochaa bhii nahii.n
kis ne kaa.nTo.n ko lahuu apnaa pilaayaa hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
'anvar' KHayaal-e-dost me.n likh kar ko.ii Gazal
takmiil-e-tarjumaani-e-jazbaat kiijiye
Anwar Sabri
Ghazal
ai kaash ki paakiizgii-e-husn ko miltii
vaaraftagii-e-shorish-e-jazbaat zaraa sii
Mustafa Rahi
Ghazal
jashn-e-Gam-e-hayaat manaane nahii.n diyaa
is muflisii ne zahr bhii khaane nahii.n diyaa
Nawaz Deobandi
Ghazal
jashn-e-aazaadii-e-iz.haar me.n ai naGmagaro
merii zanjiir kii jhankaar bhii lete jaanaa
Zaheer Ahmad
Ghazal
faiz-e-bahaar-o-jashn-e-charaaGaa.n ke baavajuud
kuchh raaste hai.n ab bhii a.ndheraa liye hu.e