SEARCH RESULTS
Showing search results for "jashn-e-siyaah"
Ghazal MATCHES FOR "jashn-e-siyaah"
Ghazal
ye bhii kamaal hii to hai qaabil-e-daad saahibaan
aaj kalaam-e-'jashn' me.n ko.ii kamaal bhii nahii.n
Sunil Kumar Jashn
Ghazal
diyo.n ke qatl pe suuraj kii har kiran chup hai
is ehtiyaat ko jashn-e-siyaah likh liije
Bekal Utsahi
Ghazal
a.ndhiyaare aa.nkh-aa.nkh me.n pahnaa ga.ii hai shaam
ik chaadar-e-siyaah ko phailaa ga.ii hai shaam
M. I. Sajid
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
us kii kyaa vaj.h mire hote vahaa.n kyuu.n na rahe.n
kyuu.n rahe zulf-e-siyah aap ke ruKHsaar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jashn-e-aavaargii-o-ranj-e-masaafat kaa shariik
dasht kaa dasht hu.aa hai mirii vahshat kaa shariik
Saima Zaidi
Ghazal
ik samt jashn-e-shaadii-o-ha.ngaama-e-nishaat
ik samt hashr aah-o-fuGaa.n dekhtaa huu.n mai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
jashn-e-aazaadii-e-iz.haar me.n ai naGmagaro
merii zanjiir kii jhankaar bhii lete jaanaa
Zaheer Ahmad
Ghazal
faiz-e-bahaar-o-jashn-e-charaaGaa.n ke baavajuud
kuchh raaste hai.n ab bhii a.ndheraa liye hu.e
Nihal Rizvi Lucknowi
Ghazal
jashn-e-Gam-e-hayaat manaane nahii.n diyaa
is muflisii ne zahr bhii khaane nahii.n diyaa
Nawaz Deobandi
Ghazal
zulmat ke pujaarii to bahut ta.ng-nazar hai.n
jashn-e-shab-e-taariik manaane nahii.n dete
Ahmad Ameer Pasha
Ghazal
usii chaman me.n chale.n jashn-e-yaad-e-yaar kare.n
dilo.n ko chaak garebaa.n ko taar-taar kare.n
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
qadam qadam pe bapaa jashn-e-imtihaan-e-vafaa
tirii tarah ko.ii dard-aashnaa na ho jaa.e
Aslam Farrukhi
Ghazal
qadam qadam pe bapaa jashn-e-imtihaan-e-vafaa
tirii tarah ko.ii dard-aashnaa na ho jaa.e