SEARCH RESULTS
Showing search results for "jast"
Ghazal MATCHES FOR "jast"
Ghazal
ishq kii ik jast ne tai kar diyaa qissa tamaam
is zamiin o aasmaa.n ko be-karaa.n samjhaa thaa mai.n
Allama Iqbal
Ghazal
junuu.n jo merii taraf ho vo jast-o-KHez karuu.n
ki dil ho TuuT ke Tuk.De shikasta-paa.ii kaa
Ameer Minai
Ghazal
Ameer Imam
Ghazal
bas ek jast me.n duniyaa ke paar utar jaa.uu.n
magar mujhe meraa saamaan rok letaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
jast kartaa huu.n to la.D jaatii hai manzil se nazar
haa.il-e-raah ko.ii aur bhii diivaar sahii
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ek hii jast me.n tai ho ga.ii manzil 'shahzaad'
kitne aaraam se guzraa safar-e-parvaana
Shahzad Ahmad
Ghazal
thii hausle kii baat zamaane me.n zindagii
qadmo.n kaa faasla bhii yahaa.n ek jast thaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
laazim thaa jast bharne kii KHaatir ye kaam bhii
vaaqif mai.n apne aap kaa paspaa.ii se hu.aa
Zafar Iqbal
Ghazal
apnii duniyaa se milii fursat-e-yak-jast hame.n
aasmaa.n ke liye ik jast hii kaafii to nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
baGaur dekhe.n to yak-jast faasle pe hai tuu
lagaanaa chaahe.n to sadiyaa.n zamaane lagte hai.n
Ashfaq Nasir
Ghazal
farishte dekh rahe hai.n zamiin o charKH kaa rabt
ye faasla bhii to insaa.n kii ek jast lage
Bekal Utsahi
Ghazal
Shayar Jamali
Ghazal
hamaare dil me.n jo vahshat ne aag bha.Dkaa.ii
sharar bhii rah ga.e piichhe ye garm jast hu.e
Imdad Ali Bahr
Ghazal
vo ek jast me.n nazro.n se duur thaa 'amabar'
KHalaa me.n sirf sunahraa Gubaar phailaa thaa
Ambar Bahraichi
Ghazal
ye sach hai ek jast me.n hai faasla tamaam
lekin udhar bhii shahr-e-gumaa.n dekhtaa huu.n mai.n