SEARCH RESULTS
Showing search results for "jast"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jast"
Ghazal
ishq kii ik jast ne tai kar diyaa qissa tamaam
is zamiin o aasmaa.n ko be-karaa.n samjhaa thaa mai.n
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
vafuur o shiddat-e-jazbaat kaa ye aalam thaa
ki kau.nde jast kare.n dil ke aabgiine me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
junuu.n jo merii taraf ho vo jast-o-KHez karuu.n
ki dil ho TuuT ke Tuk.De shikasta-paa.ii kaa
Ameer Minai
Nazm
nashat-e-umid
azm ko jab detii hai tuu mel jast
gumbad-e-garduu.n nazar aataa hai past
Altaf Hussain Hali
PAGE MATCHES FOR "jast"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jast"
Ghazal
Ameer Imam
Ghazal
bas ek jast me.n duniyaa ke paar utar jaa.uu.n
magar mujhe meraa saamaan rok letaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
jast kartaa huu.n to la.D jaatii hai manzil se nazar
haa.il-e-raah ko.ii aur bhii diivaar sahii