SEARCH RESULTS
Showing search results for "jauharii"
Ghazal MATCHES FOR "jauharii"
Ghazal
jauharii band kiye jaate hai.n baazaar-e-suKHan
ham kise bechne almaas-o-guhar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kaun hiiraa hai yahaa.n aur kaun hai hiiraa-numaa
farq itnaa saa bataa kar jauharii KHatre me.n hai
Aamir Ata
Ghazal
guhar ko jauharii sarraaf zar ko dekhte hai.n
bashar ke hai.n jo mubassir bashar ko dekhte hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Sarfraz Nawaz
Ghazal
saadgii kaa nuur chehre se Tapaktaa hai huzuur
mai.n ne dekhaa jauharii baazaar chhoTaa pa.D gayaa
Pratap Somvanshi
Ghazal
bhuul ke jauharii apne la.al-o-javaahar ko
shauq-e-dur-e-naayaab me.n uljhaa baiThaa hai
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
ham jin kii nazr karte javaahar kalaam ke
'taahir' hamaare shahr me.n vo jauharii na the
Jafar Tahir
Ghazal
Shobha Kukkal
Ghazal
Sahil Ajmeri
Ghazal
ye jhuuTe nag hai.n magar husn se taraashe hai.n
tuu jauharii hai agar jagmagaahaTe.n pahchaan
nazeer Tabassum
Ghazal
jal ke ham raakh hu.e hai.n ki bane hai.n kundan
jauharii ban ke kisii shaKHs ne parkhaa hii nahii.n
Hasan Naim
Ghazal
paan khaa kar jo ugaal aap ne thuukaa saahab
jauharii mahv hu.e la.al-e-yaman yaad aayaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
toltaa kyaa mujh ko ko.ii jauharii miizaan me.n
mai.n thaa meraa aur pa.Daa thaa ko.ele kii kaan me.n