SEARCH RESULTS
Showing search results for "javaab-e-abr-e-naisaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "javaab-e-abr-e-naisaa.n"
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
ai abr-e-iltifaat tiraa e'tibaar phir
aa.nkho.n me.n phir vo pyaas vahii intizaar phir
Akram Naqqash
Ghazal
ai abr-e-tar tuu aur kisii samt ko baras
is mulk me.n hamaarii hai ye chashm-e-tar hii bas
Meer Taqi Meer
Ghazal
is dasht pe ehsaa.n na kar ai abr-e-ravaa.n aur
jab aag ho nam-KHurda to uThtaa hai dhu.aa.n aur
Himayat Ali Shayar
Ghazal
zamiin-e-ishq pe ai abr-e-e.atibaar baras
visaal-e-yaar kaa bah jaa.e intizaar baras
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
josh par thii.n sifat-e-abr-e-bahaarii aa.nkhe.n
ba ga.ii.n aa.nsu.o.n ke saath hamaarii aa.nkhe.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
dil-e-pazh-murda ko ham-rang-e-abr-o-baad kar degaa
vo jab bhii aa.egaa is shahr ko barbaad kar degaa
Jamal Ehsani
Ghazal
nazar ik saya-e-abr-e-balaa par jam ga.ii hai
ye kaalakh dil se utrii hai ghaTaa par jam ga.ii hai
Vipul Kumar
Ghazal
tuufaan-e-abr-o-baad se har-suu namii bhii hai
pe.Do.n ke TuuTne kaa samaa.n diidanii bhii hai
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
nuur-e-mah ko shab tah-e-abr-e-tunak kyaa laaf thaa
baal us mukh.De se uTh jaate to matlaa saaf thaa
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
Musavvir Karanjavi
Ghazal
Mujeeb Khairabadi
Ghazal
Arshi Bhopali
Ghazal
begaangii kaa abr-e-giraa.n-e-baar khul gayaa
shab mai.n ne us ko chhe.Daa to vo yaar khul gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
dil bhar aa.e aur abr-e-diida me.n paanii na ho
ye zamii.n sahraa dikhaa.ii de jo baaraanii na ho
Saleem Shahid
Ghazal
daaman pe gir rahe hai.n ai 'abr' ashk-e-ra.ngii.n
likhtaa huu.n KHuun-e-dil se afsaana zindagii kaa