SEARCH RESULTS
Showing search results for "javaab-e-abr-e-naisaa.n"
Nazm MATCHES FOR "javaab-e-abr-e-naisaa.n"
Nazm
baada-e-ishq se sarshaar guru-nanak the
abr-e-naisaa.n kaa KHavaas un kii nasiihat me.n thaa
lab-e-shiirii.n se guhar-baar guruu-naanak the
Shyam Sunder Lal Barq
Nazm
barsat ka mausam
ai KHuunr-e-rag-e-abr-e-ravaa.n jaan-e-chaman-zaar
ai saaz-e-mohabbat kii machaltii hu.ii jhankaar
Izhaar Malihabadi
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
hadiis-e-baada-o-saaqii nahii.n to kis masraf
KHiraam-e-abr-e-sar-e-kohsaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
waqt ki qadr
bahaar-e-umr-e-ravaa.n baadalo.n kaa saayaa hai
bahaar-e-umr kii KHushiyaa.n manaa bhii jaa salmaa
Akhtar Shirani
Nazm
KHwab dekhta hun
ki jis ke lab KHushk ho chuke the
jo abr-e-naisaa.n kii muntazar thii
Suroor Barabankvi
Nazm
jawab-e-shikwa
kashti-e-haq kaa zamaane me.n sahaaraa tuu hai
asr-e-nau-raat hai dhundlaa saa sitaaraa tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
jab kabhi bhi fursat ho
mausam-e-bahaaraa.n ho
yaa fasl-e-abr-o-baaraa.n ho
Professor Mahmood Alam
Nazm
ehsas-e-firaq
baad-e-abr-e-bahaar hai be-kaif
chaa.ndnii muzmahil hai chaa.nd udaas
Pasha Rahman
Nazm
shikast
regzaaro.n me.n baguulo.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
saaya-e-abr-e-gurezaa.n se mujhe kyaa lenaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
be-KHabari
nik.hat-e-abr-o-baad kii mastii me.n Dolte the ghar
saaf dikhaa.ii dete the
Jameel ur Rahman
Nazm
bite hue din
ai mausam-e-nigaaraa.n ai abr-e-nau-bahaaraa.n
aise me.n yaad un kii mujh ko na tum dilaa.o