SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazba"
Ghazal MATCHES FOR "jazba"
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
dard-e-dil paas-e-vafaa jazba-e-iimaa.n honaa
aadmiyat hai yahii aur yahii insaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
jazba-e-mohabbat ko tiir-e-be-KHataa paayaa
mai.n ne jab use dekhaa dekhtaa hu.aa paayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
kaam aaKHir jazba-e-be-iKHtiyaar aa hii gayaa
dil kuchh is suurat se ta.Dpaa un ko pyaar aa hii gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
jazba-e-dil ne mire taasiir dikhlaa.ii to hai
ghu.ngruu.o.n kii jaanib-e-dar kuchh sadaa aa.ii to hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
tuu aashnaa-e-jazba-e-ulfat nahii.n rahaa
dil me.n tire vo zauq-e-mohabbat nahii.n rahaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
jazba-e-soz-e-talab ko be-karaa.n karte chalo
kuu-ba-kuu raushan charaag-e-kaarvaa.n karte chalo
Saghar Siddiqui
Ghazal
jab vo yuusuf hii na ho misr ke baazaar ke paas
phir bhalaa kaun saa jazba ho KHariidaar ke paas
Jawed Manzar
Ghazal
mai.n bulaataa to huu.n us ko magar ai jazba-e-dil
us pe ban jaa.e kuchh aisii ki bin aa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
ye jazba-e-talab to miraa mar na jaa.egaa
tum bhii agar miloge to jii bhar na jaa.egaa