SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazba-e-mashq"
Ghazal MATCHES FOR "jazba-e-mashq"
Ghazal
jazba-e-shauq kaa iz.haar na hone paa.e
dil kii be-taabiyaa.n nazro.n se giraa detii hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
madad ai jazba-e-ashk-e-musalsal saa.ns lene de
sukhaa lene de bhiigii aastii.n aahista aahista
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
sambhaal jazba-e-KHuddaarii-e-dil-e-mahzuu.n
kisii ke saamne phir ashk aa.e jaate hai.n
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
zindagii me.n ho kabhii to ko.ii hangaama bapaa
jazba-e-aavaara-o-shoKH-e-dil-e-yaksuu chamak
Krishna Mohan
Ghazal
ab ye taasiir-e-mohabbat par qasiida kyaa zaruur
jazba-e-be-taabii-e-dil thaa jo kaam aayaa to kyaa
Shaad Aarfi
Ghazal
vo chale aate hai.n betaabaana mere paas kyo.n
allah-allah jazba-e-be-iKHtiyaar-e-intizaar
Saib Asmi
Ghazal
jazba-e-be-iKHtiyaar-e-shauq dekhaa chaahiye
siina-e-shamshiir se baahar hai dam shamshiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jazba-e-josh-e-junuun-e-shauq honaa chaahiye
phir suraaG-e-manzil-e-hastii bhii paa sakte hai.n ham
Qazi Syed Mushtaq Naqvi
Ghazal
jazba-e-be-iKHtiyaar-e-shauq se majbuur the
'saajid' un ke aastaa.n par sar jhukaanaa hii pa.Daa
Sajid Rizwi
Ghazal
andaliib-e-KHud-nigar kyo.n raat-din aah-o-bukaa
ehtiraam-e-jazba-e-KHuddaarii-e-gul kyo.n nahii.n
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
allah allah ehtimaam-e-jazba-e-zauq-e-niyaaz
rok lii hai jaise Guncho.n ne ha.nsii tere liye
Sultan Shakir Hashmi
Ghazal
basiirat-e-nigah-e-jazba-e-kaliimaana
ataa hu.ii hai tujhe ye jahaa.n hai tere liye
Ehsan Nanparwi
Ghazal
iz.haar-e-jazba-e-dil-e-poshiida dekhnaa
ab phuul KHud hai.n KHaar ke girviida dekhnaa