SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazba-e-mashq"
Nazm MATCHES FOR "jazba-e-mashq"
Nazm
rah-e-watan mein
har ek samt bikhero KHuluus ke naGme
dilo.n me.n jazba-e-mehr-o-vafaa jagaa ke chalo
Jafar Malihabadi
Nazm
wo samajhte rahen england ka mal achchha hai
jazba-e-hubb-e-vatan ho na agar dil me.n nihaa.n
aise jiine se to marne kaa KHayaal achchhaa hai
Aaftab Rais Panipati
Nazm
taKHliq
aise ilzaam ki KHud apne taraashe hu.e but
jazba-e-kaavish-e-KHaaliq ko niguu.n-saar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
baba guru-nanak dev
kyaa KHudaa kaa KHauf kaisaa jazba-e-hubb-e-vatan
barsar-e-paikaar the aapas me.n shaiKH-o-barahman
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
soz-e-dil
vo tahii-dast hai.n jo zor na zar rakhte hai.n
jazba-e-hubb-e-vatan dil me.n magar rakhte hai.n
Sardar Naubahar Singh Sabir Tohani
Nazm
qublai KHan ka KHwab ek fiqra coleridge ki tarz par
gul-nazar hai.n gul-dahan hai.n gul-badan
hai.n 'aliil-e-jazba-e-she'r-o-suKHan
Aalim Akhtar Jaazib
Nazm
nau-urus
shoKHiyo.n kii bijliyaa.n jazb-e-nazar
a.nkh.Diyo.n me.n jazba-e-naaz-aafrii.n
Syed Ahsan Javed
Nazm
gandhi
jazba-e-ehsaas-e-KHuddaarii bashar me.n bhar diyaa
naaz uThaa.e hind ke vo hind kaa Gam-KHvaar thaa
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
KHuda jaanta hai
ye ashko.n kii hiddat
KHudaa jaantaa hai ki kis jazba-e-naa-rasaa kii hai shiddat
Saima Shams
Nazm
husn-e-amal
KHud-baKHud uTh jaa.e.ngii paabandiyaa.n maahaul kii
ik zaraa ham jazba-e-vahshat-fazaa paidaa kare.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
aazadi ke baad
jazba-e-KHidmat ko ab bedaar honaa chaahiye
saKHt mehnat ke liye tayyaar honaa chaahiye