SEARCH RESULTS
Showing search results for "jha.dtii"
Ghazal MATCHES FOR "jha.dtii"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jha.Dtii hai.n mu.nh se phuul jo kartaa hai baat tuu
tujh saa nahii.n hai gul chaman-e-rozgaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
abhii kuchh duur hai shamshaan lekin
badan se raakh jha.Dtii hai abhii se
Prakhar Malviya Kanha
Ghazal
apne riste hu.e zaKHmo.n pe chhi.Dak letaa huu.n
raakh jha.Dtii hai jo ehsaas ke a.ngaaro.n se
Muzaffar Warsi
Ghazal
raakh poro.n se jha.Dtii ga.ii umr kii
saa.ns kii naaliyo.n me.n dhu.aa.n rah gayaa
Anjum Saleemi
Ghazal
lahuu bhii jaltaa hai jha.Dtii hai KHaak bhii merii
ki sher utartaa hai lekin banaa-banaayaa nahii.n
Aqeel Shah
Ghazal
har na.e paat kii aamad kii KHushii mujh se hai
aur har jha.Dtii hu.ii shaaKH kaa sadma huu.n mai.n
Qasim Yaqub
Ghazal
badan se jha.Dtii hu.ii raakh kaa suraaG na puuchh
hamaare jism ke andar hii mar gayaa ik shaKHs
Shad Nohi
Ghazal
Akhtar Orenvi
Ghazal
Faysal sahib
Ghazal
Sanjay Kumar Kundan
Ghazal
ai yaqii.n-taab-badan terii taraashiidagii se
mai.n ne jha.Dtii hu.ii poro.n ko chhupaa.e rakkhaa
Khumar Mirzada
Ghazal
yahaa.n kitaabo.n se jha.Dtii hai.n bhurnhurii sadiyaa.n
aur ek shelf ke KHaano.n se ret u.Dtii hai
Khumar Mirzada
Ghazal
sulagte bujhte jaziiro.n pe naKHl ja.Dtii hai
ye mauj roz na.ii daastaan gha.Dtii hai