SEARCH RESULTS
Showing search results for "jha.dtii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jha.dtii"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jha.Dtii hai.n mu.nh se phuul jo kartaa hai baat tuu
tujh saa nahii.n hai gul chaman-e-rozgaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
abhii kuchh duur hai shamshaan lekin
badan se raakh jha.Dtii hai abhii se
Prakhar Malviya Kanha
PAGE MATCHES FOR "jha.dtii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jha.dtii"
Mazahiya
is se andesha-e-fardaa kii ju.e.n jha.Dtii hai.n
sar khujaane kii ijaazat nahii.n dii jaa.egii
Inayat Ali Khan
Nazm
jamuna
huure.n aa kar KHuld se tauf-e-mazaar-e-paak ko
jhaa.Dtii palko.n se hai.n gard-o-KHas-o-KHaashaak ko
Suroor Jahanabadi
Ghazal
raakh poro.n se jha.Dtii ga.ii umr kii
saa.ns kii naaliyo.n me.n dhu.aa.n rah gayaa
Anjum Saleemi
Ghazal
lahuu bhii jaltaa hai jha.Dtii hai KHaak bhii merii
ki sher utartaa hai lekin banaa-banaayaa nahii.n
Aqeel Shah
Nazm
main use rok na paya
jha.Dtii saa.nso kaa use mai.n ne havaala bhii diyaa
sard hotii hu.ii nabze.n bhii use pak.Daa.ii.n
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
har na.e paat kii aamad kii KHushii mujh se hai
aur har jha.Dtii hu.ii shaaKH kaa sadma huu.n mai.n