SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhaTak"
Ghazal MATCHES FOR "jhaTak"
Ghazal
ai nau-bahaar-e-naaz tirii nik.hato.n kii KHair
daaman jhaTak ke nikle tire gulsitaa.n se ham
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
in zulfo.n me.n guu.ndhe.nge ham phuul mohabbat ke
zulfo.n ko jhaTak kar ham ye phuul giraa de.n to
Sahir Ludhianvi
Ghazal
daamaa.n ko merii haath se us raat mat jhaTak
tujh ko sahar ke chaak-e-garebaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dil kisii samt kisii samt qadam jaataa hai
tere maujuud ke chakkar me.n adam jaataa hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kuchh to rahne de abhii tark-e-vafaa kii KHaatir
tujh ko jaanaa hai to jaa haath jhaTak kar mat jaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
manzil pe mujh ko laa kar daaman jhaTak rahe ho
yaad aa.egaa mujhe ye ehsaan zindagii me.n
Aarif Naqshbandi
Ghazal
daaman na jhaTak haath se mere ki sitamgar
huu.n KHaak-e-sar-e-raah ko.ii dam me.n hu.aa huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
laTak hai maTak hai jhaTak hai adaa hai
khaTak hai dha.Dak hai ki dha.Dkan hai kyaa hai
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
pa.Daa jo haath miraa siine par to haath jhaTak
pukaarii! ''aag lage uu.ii is qariine me.n''
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aisaa lagtaa hai ko.ii dekh rahaa hai mujh ko
laakh is vahm ko socho.n se jhaTak dekhaa hai
Ahmad Rizwan
Ghazal
cha.Dhii jo dhuup to daaman jhaTak diyaa us ne
ufuq se karne lagii khul ke bevafaa.ii sabaa