SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhaTak"
Nazm MATCHES FOR "jhaTak"
Nazm
dua
jin ke sar muntazir-e-teG-e-jafaa hai.n un ko
dast-e-qaatil ko jhaTak dene kii taufiiq mile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaghaz
kin KHayaalaat me.n yuu.n rahtii ho kho.ii kho.ii
chaa.e kaa paanii patiilii me.n ubal jaataa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
diwaron ka jangal jis ka aabaadi hai nam
diivaaro.n ke is jangal me.n bhaTak rahe insaan
apne apne uljhe daaman jhaTak rahe insaan
Sahir Ludhianvi
Nazm
shisha-e-saat ka ghubar
ki apnii saa.ns rok kar ke, aa.nkhe.n miich kar ke sar ko aage kar ke
shaano.n ko jhaTak ke
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
girl-friend
daf.atan duur juu.nhii shaam Dhale diip jale
ko.ii bikhrii hu.ii zulfo.n ko jhaTak kar bolaa
Prem Warbartani
Nazm
mohabbaton ka ye tur-e-sina
ki un ko raste jhaTak chuke hai.n
har ik musaafir ke raaste me.n na ko.ii jannat na ko.ii dozaKH
Najma Shaheen Khosa
Nazm
KHwaja-sara
haath ko us ke jhaTak rahaa hai
pairo.n me.n ghu.ngruu chhankaataa
Mohammad Owais Malik
Nazm
sada ba-sahra
junuu.n me.n Duub ke dil ne pukaaraa naam apnaa
jhaTak ke sar ko tamannaa ne chiiKH dohraa.ii
Ghalib Ahmad
Nazm
subh ki aamad ke sath
jhaTak ke daur hu.ii bistarao.n se uktaahaT
lipaT gayaa ho ko.ii saa.np naa-gahaa.n jaise
Chandrabhan Khayal
Nazm
adhura unsur
jhaTak ke daaman
KHalaa ke gahre amiiq laa-vaqt faaslo.n ko ubuur kartaa