SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhaTak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jhaTak"
Nazm
dua
jin ke sar muntazir-e-teG-e-jafaa hai.n un ko
dast-e-qaatil ko jhaTak dene kii taufiiq mile
Faiz Ahmad Faiz
Sher
daaman jhaTak ke vaadii-e-Gam se guzar gayaa
uTh uTh ke dekhtii rahii gard-e-safar mujhe
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ai nau-bahaar-e-naaz tirii nik.hato.n kii KHair
daaman jhaTak ke nikle tire gulsitaa.n se ham
Ahmad Nadeem Qasmi
PAGE MATCHES FOR "jhaTak"
MORE MATCHES FOR "jhaTak"
Ghazal
in zulfo.n me.n guu.ndhe.nge ham phuul mohabbat ke
zulfo.n ko jhaTak kar ham ye phuul giraa de.n to
Sahir Ludhianvi
Sher
kyuu.n in dino.n 'hasan' tuu itnaa jhaTak gayaa hai
zaalim kahii.n tiraa dil kyaa phir aTak gayaa hai
Meer Hasan
Ghazal
daamaa.n ko merii haath se us raat mat jhaTak
tujh ko sahar ke chaak-e-garebaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Nazm
aaghaz
kin KHayaalaat me.n yuu.n rahtii ho kho.ii kho.ii
chaa.e kaa paanii patiilii me.n ubal jaataa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
dil kisii samt kisii samt qadam jaataa hai
tere maujuud ke chakkar me.n adam jaataa hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Nazm
diwaron ka jangal jis ka aabaadi hai nam
diivaaro.n ke is jangal me.n bhaTak rahe insaan
apne apne uljhe daaman jhaTak rahe insaan
Sahir Ludhianvi
Mazahiya
zulfe.n jhaTak ke paas se jo bhii guzar ga.ii
aisaa lagaa ki gardish-e-dauraa.n Thahar ga.ii