SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhaa.dtaa"
Ghazal MATCHES FOR "jhaa.dtaa"
Ghazal
shabnam-e-taaza hai ye phuul hai.n yaa pate hai.n
dekh shaaKH-e-shajar-e-shaam se jha.Dtaa kyaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
vo chehra to chaman hai magar saaneha ye hai
us shaaKH-e-lab se phuul hii jha.Dtaa nahii.n ko.ii
Roohi Kanjahi
Ghazal
Nasir Maroof
Ghazal
KHudaa ne ham me.n ye kyaa qadr-e-mushtarak rakkhii
ki merii aa.nkh tire lab se phuul jha.Dtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
har gha.Dii mere KHad-o-KHaal badalte jaa.e.n
chehra jha.Dtaa hai havaa se ye buraada hai kyaa
Imran Mahmood Mani
Ghazal
shabnam-e-taaza hai ye phuul hai.n yaa patte hai.n
dekh shaaKH-e-shajar-e-shaam se jha.Dtaa kyaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
shabnam hai ki dhokaa hai ki jharnaa hai ki tum ho
dil-dasht me.n ik pyaas tamaasha hai ki tum ho
Ahmad Salman
Ghazal
lutf vo ishq me.n paa.e hai.n ki jii jaantaa hai
ra.nj bhii aise uThaa.e hai.n ki jii jaantaa hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
tujhe kaun jaantaa thaa mirii dostii se pahle
tiraa husn kuchh nahii.n thaa mirii shaa.irii se pahle
Kaif Bhopali
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
auro.n ke KHayaalaat kii lete hai.n talaashii
aur apne garebaan me.n jhaa.nkaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
khulii aa.nkho.n me.n sapnaa jhaa.nktaa hai
vo soyaa hai ki kuchh kuchh jaagtaa hai