SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhaa.dtaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jhaa.dtaa"
PAGE MATCHES FOR "jhaa.dtaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jhaa.dtaa"
Ghazal
Nasir Maroof
Nazm
khanDar aaseb aur phul
jha.Dtaa chuunaa girtii miTTii niim mu.allaq diivaar-o-dar
chupke chupke rote hai.n
Waheed Akhtar
Ghazal
KHudaa ne ham me.n ye kyaa qadr-e-mushtarak rakkhii
ki merii aa.nkh tire lab se phuul jha.Dtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
har gha.Dii mere KHad-o-KHaal badalte jaa.e.n
chehra jha.Dtaa hai havaa se ye buraada hai kyaa
Imran Mahmood Mani
Ghazal
shabnam-e-taaza hai ye phuul hai.n yaa patte hai.n
dekh shaaKH-e-shajar-e-shaam se jha.Dtaa kyaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Sher
Muneer Niyazi
Sher
tujhe kaun jaantaa thaa mirii dostii se pahle
tiraa husn kuchh nahii.n thaa mirii shaa.irii se pahle
Kaif Bhopali
Sher
kis ne bhiige hu.e baalo.n se ye jhaTkaa paanii
jhuum ke aa.ii ghaTaa TuuT ke barsaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
shabnam hai ki dhokaa hai ki jharnaa hai ki tum ho
dil-dasht me.n ik pyaas tamaasha hai ki tum ho
Ahmad Salman
Sher
na paak hogaa kabhii husn o ishq kaa jhag.Daa
vo qissa hai ye ki jis kaa ko.ii gavaah nahii.n

