SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhalak"
Ghazal MATCHES FOR "jhalak"
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
aa.nsuu jhalak jhalak ke sataa.e.nge raat bhar
motii palak palak me.n piroyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
diida-varaan-e-but-kada ik mashvara to do
ka.aba jhalak yahaa.n bhii dikhaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ataa-e-husn thii 'qais' ik jhalak me.n shoKH Gazal
kitaab likhtaa mai.n us par magar vo phir na milii
Shahzad Qais
Ghazal
aa.nkh bechain tirii ek jhalak kii KHaatir
dil hu.aa jaataa hai betaab machalne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
aate jaate nazar aatii hai jhalak chilman se
parde parde me.n nikal aa.ii ye suurat achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
jhalak rahii hai sar-e-shaaKH-e-mizha KHuun kii buu.nd
shajar me.n pahle samar se kalii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
mu.nh kii jhalak se yaar ke behosh ho ga.e
shab ham ko 'miir' partav-e-mahtaab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shaaKH par pa.nkhu.Diyaa.n ho.n ki palak par aa.nsuu
tere daaman kii jhalak dekh ke saare nikle
Ahmad Mushtaq
Ghazal
husn-e-qadiim kii ik poshiida ye jhalak thii
le aa.ii jis ko qudrat KHalvat se anjuman me.n
Allama Iqbal
Ghazal
yuu.n thii javaaharaat lab-o-chashm kii jhalak
jaise ye ko.ii la.al-o-gohar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
kaasa-e-diid me.n bas ek jhalak kaa sikka
ham faqiiro.n kii qanaa'at se tujhe dekhte hai.n
Parveen Shakir
Ghazal
chhupaa rahii ho magar chhup nahii.n rahii mirii jaa.n
jhalak rahii hai jo zer-e-qabaa udaasii hai
Irfan Sattar
Ghazal
muddat rahegii yaad tire chehre kii jhalak
jalve ko jis ne maah ke jii se bhulaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
is me.n bhii raabta-e-KHaas kii miltii hai jhalak
KHair iqraar-e-mohabbat na ho inkaar to hai