SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhelnaa"
Ghazal MATCHES FOR "jhelnaa"
Ghazal
abhii to jhelnaa hai sa.nglaaKH chashmo.n ko
abhii to silsila-e-aab-shaar baaqii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
hijr ko jhelnaa aasaan kahaa.n thaa ai dil
ham mohabbat me.n bahaane kii taraf lauT aa.e
Aurang zeb
Ghazal
ha.ns ha.ns ke jhelnaa hai har uftaad-e-shauq ko
ro ro ke kaamgaar hu.e bhii to kyaa hu.e
Adeeb Malegavi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
ab jhelnaa pa.Degaa azaab-e-gunaah-e-ishq
us but-numaa KHudaa ke iraade palaT ga.e
Zafar Ansari Zafar
Ghazal
saKHtiyaa.n jhelnaa farhaad bahut mushkil thaa
jaan denaa to rah-e-ishq me.n dushvaar na thaa
Ishrat Safipuri
Ghazal
Gamo.n ko muskuraa kar jhelnaa aataa hai tujh ko
tire ausaaf me.n KHanda-jabiinii hai mohabbat
Yawar Azeem
Ghazal
Ahmad Waqas
Ghazal
jhelnaa hai hame.n phir karb faraamoshii kaa
phir vahii silsila-e-yaad hamaare liye hai
Qamar Siddiqi
Ghazal
KHud-numaa.ii to nahii.n sheva-e-arbaab-e-vafaa
jin ko jalnaa ho vo aaraam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
shabnam hai ki dhokaa hai ki jharnaa hai ki tum ho
dil-dasht me.n ik pyaas tamaasha hai ki tum ho
Ahmad Salman
Ghazal
garmi-e-mohabbat me.n vo hai.n aah se maane.a
pankhaa nafas-e-sard kaa jhalne nahii.n dete