SEARCH RESULTS
Showing search results for "jilaa"
Ghazal MATCHES FOR "jilaa"
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
bahut se logo.n ko Gam ne jilaa ke maar diyaa
jo bach rahe the unhe.n mai pilaa ke maar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
zindagii jin ke tasavvur se jilaa paatii thii
haa.e kyaa log the jo daam-e-ajal me.n aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
bo.ii kabaab soKHta aa.ii dimaaG me.n
shaayad jigar bhii aatish-e-Gam ne jilaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shauq hasrat ke sharaaro.n se jilaa paataa hai
jaan-e-jaa.n dushman-e-jaa.n ho to Gazal hotii hai
Naz Khialvi
Ghazal
har nafas aa.iina-e-dil se ye aatii hai sadaa
KHaak tuu ho jaa to haasil ho jilaa mere liye
Meer Anees
Ghazal
membarii se aap par to vaarnish ho jaa.egii
qaum kii haalat me.n kuchh is se jilaa ho yaa na ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
ye to ma.aluum hai biimaar me.n kyaa rakkhaa hai
tere milne kii tamannaa ne jilaa rakkhaa hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
itnii ham ko bhii dikhaate ho masiihaa-nafasii
hasrat-e-murda ko aa aa ke jilaa jaate ho
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
jilaa-e-shauq se aa.iina-e-tasviir-e-KHaatir me.n
numaayaa.n ho chalaa ruu-e-nigaar aahista aahista
Hasrat Mohani
Ghazal
mire lafzo.n ko KHayaalo.n se jilaa detaa hai
kaun hai vo jo mujhe mujh se milaa detaa hai
Fariha Naqvi
Ghazal
haa.n vahii ishq-o-mohabbat kii jilaa hotii hai
jo ibaadat dar-e-jaanaa.n pe adaa hotii hai