SEARCH RESULTS
Showing search results for "jilaa"
Nazm MATCHES FOR "jilaa"
Nazm
madam
nuur-e-sarmaaya se hai ruu-e-tamaddun kii jilaa
ham jahaa.n hai.n vahaa.n tahziib nahii.n pal saktii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek nazm kahin se bhi shurua ho sakti hai
nazm kaa bhii ek ghar hogaa
kisii jilaa-vatan kaa dil yaa intizaar kartii hu.ii aa.nkhe.n
Sarvat Husain
Nazm
sham-e-ayaadat
agarche doctor ne mujh ko maut se bachaa liyaa
par is ke baa'd us nigaah ne mujhe jilaa liyaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
magar haTe hai.n kahii.n jabr aur tashaddud miTe
vo falsafe ki jilaa de ga.e dimaaGo.n ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
gurez
fareb-e-shauq ke ra.ngii.n tilism TuuT ga.e
haqiiqato.n ne havaadis se phir jilaa paa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
mrs-sala-manka
ki jis ke nashe kii jilaa se
zamaano.n kii naadiida mehraab ke do kinaaro.n ke niiche
Noon Meem Rashid
Nazm
aahang-e-nau
phuu.nk do in ko jhulas do ki jilaa do in ko
shaan-e-shaayaan-e-vatan ho ye bataa do in ko
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHuda ki jagah Khaali hai
dast-bardaar hone kii fikr me.n hai
israafiil kii jamaaliyaatii his ko jilaa mil ga.ii
Aashufta Changezi
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
phir KHabar garm hai vo jaan-e-vatan aataa hai
phir vo zindaanii-e-zindaan-e-vatan aataa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
cigarette aur pan ka mukalima
jal ke KHud sab ko jilaa denaa tiraa pesha hai
chhup ke baiThii hai ajal jis me.n tuu vo besha hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
jila-watani
aaj sarhad pe KHaamosh topo.n ke ho.nTo.n pe
pap.Dii kii tah bhii chaTaKH kar girii hai
Kishwar Naheed
Nazm
maslahat
aaj tuu jin ko bujhaane ke liye aa.ii hai
unhii.n sho.alo.n se mire dil ne jilaa paa.ii hai
Naresh Kumar Shad
Nazm
nazm
insaanii lams se jilaa paane vaale ye shaahkaar
insaan kii tarah fanaa nahii.n kiye jaa sakte
Zeeshan Sahil
Nazm
baada-e-nim-ras
tere chehre pe tire jism ke har goshe par
abhii ik aur jilaa aur taraash aa.egii
Saifuddin Saif
Nazm
aligaDh uniwersity
ek hii aag se har ruuh jilaa paatii hai
ho ga.e ek hii sho.ale me.n sharaare mudGam
Anjum Azmi
Nazm
la bhi hai ek guman
ishq vo aag ki jo aur jilaa de jaa.e
ishq vo KHvaab ki jo nii.nd u.Daa le jaa.e