SEARCH RESULTS
Showing search results for "jotne"
Ghazal MATCHES FOR "jotne"
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
jiitne me.n bhii jahaa.n jii kaa ziyaa.n pahle se hai
aisii baazii haarne me.n kyaa KHasaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
vaqt tirii judaa.ii kaa itnaa taviil ho gayaa
dil me.n tire visaal ke jitne the zaKHm bhar ga.e
Adeem Hashmi
Ghazal
suuraj se ja.ng jiitne nikle the bevaquuf
saare sipaahii mom ke the ghul ke aa ga.e
Rahat Indori
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
aa ke patthar to mire sahn me.n do chaar gire
jitne us pe.D ke phal the pas-e-diivaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
bastii me.n jitne aab-gaziida the sab ke sab
dariyaa ke ruKH badalte hii tairaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
sham-e-nazar KHayaal ke anjum jigar ke daaG
jitne charaaG hai.n tirii mahfil se aa.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
jitne mausam hai.n sabhii jaise kahii.n mil jaa.e.n
in dino.n kaise bataa.uu.n jo fazaa hai mujh me.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
be-diin huu.n magar hai.n zamaane me.n jitne diin
mai.n sab ko maantaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
aasmaa.n jitne sitaare hai.n tirii mahfil me.n
apnii taqdiir kaa hii ko.ii sitaara na hu.aa
Rajendera Krishan
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
bas ek pyaar kii baazii hai be-Garaz baazii
na ko.ii jiitne vaalaa na ko.ii haarne vaalaa