SEARCH RESULTS
Showing search results for "julaab"
Ghazal MATCHES FOR "julaab"
Ghazal
bahke jo ham mast aa ga.e sau baar masjid se uThaa
vaa'iz ko maare KHauf ke kal lag gayaa jullaab saa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tum achchhii dost ho so meraa mashvara ye hai
milaa-julaa na karo 'faaris'-e-KHaraab ke saath
Rehman Faris
Ghazal
itne fareb khaa.e hai.n dil ne ki ab mujhe
hotaa hai juu-e-aab pe dhokaa saraab kaa
Andaleeb Shadani
Ghazal
aab-e-zulaal-e-vasl se andoh-e-dard-o-hijr
naapaid ghul ke hotaa hai kyaa misl-e-zaaj aaj
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
zaraa saa vaqt kahii.n be-sabab guzaarte hai.n
chalo ye shaam sar-e-juu-e-lab guzaarte hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
pahle ham ashk the phir diida-e-nam-naak hu.e
ik juu-e-aab-e-ravaa.n haath lagii paak hu.e
Ahmad Ata
Ghazal
rahii fareb-e-tasavvur ye raftanii duniyaa
saraab jaise kabhii juu-e-aab ho na sakaa
Aiman Amritsari
Ghazal
saraab-e-KHvaab kii ta.abiir juu-e-aab sahii
mai.n sochtaa huu.n magar dasht-e-tishnagii ke liye
Ain Salam
Ghazal
milaa-julaa ke udaasii hai aur kuchh bhii nahii.n
tire fareb ne viiraan kar diyaa hai mujhe
Lankesh Gautam
Ghazal
gah gah miTaataa huu.n Gam-e-dauraa.n kii talKHiyaa.n
yaaquut-rang ho.nTo.n ke aab-e-zulaal se
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
Syed Khadime Rasul Aini
Ghazal
kabhii saraab kabhii tishnagii kabhii sahraa
kabhii kabhii faqat aab-e-zulaal aa.nkho.n me.n
Farhat Nadir Rizwi
Ghazal
shaam hai aur surKH pe.Do.n ke dahakte saa.e bhii
nii.nd me.n bahtaa hu.aa dhaaraa hai juu-e-aab kaa