SEARCH RESULTS
Showing search results for "jullaab"
Ghazal MATCHES FOR "jullaab"
Ghazal
bahke jo ham mast aa ga.e sau baar masjid se uThaa
vaa'iz ko maare KHauf ke kal lag gayaa jullaab saa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tum achchhii dost ho so meraa mashvara ye hai
milaa-julaa na karo 'faaris'-e-KHaraab ke saath
Rehman Faris
Ghazal
itne fareb khaa.e hai.n dil ne ki ab mujhe
hotaa hai juu-e-aab pe dhokaa saraab kaa
Andaleeb Shadani
Ghazal
zaraa saa vaqt kahii.n be-sabab guzaarte hai.n
chalo ye shaam sar-e-juu-e-lab guzaarte hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
pahle ham ashk the phir diida-e-nam-naak hu.e
ik juu-e-aab-e-ravaa.n haath lagii paak hu.e
Ahmad Ata
Ghazal
rahii fareb-e-tasavvur ye raftanii duniyaa
saraab jaise kabhii juu-e-aab ho na sakaa
Aiman Amritsari
Ghazal
saraab-e-KHvaab kii ta.abiir juu-e-aab sahii
mai.n sochtaa huu.n magar dasht-e-tishnagii ke liye
Ain Salam
Ghazal
shaam hai aur surKH pe.Do.n ke dahakte saa.e bhii
nii.nd me.n bahtaa hu.aa dhaaraa hai juu-e-aab kaa