SEARCH RESULTS
Showing search results for "juyaa-e-mulaaqaat"
Ghazal MATCHES FOR "juyaa-e-mulaaqaat"
Ghazal
itnaa juuyaa-e-mulaaqaat na hotaa thaa 'lutf'
shakl nibhne kii jo kuchh thii so musaavaat me.n thii
Mirza Ali Lutf
Ghazal
juuyaa-e-aish-o-taalib-e-raahat nahii.n huu.n
ik lutf aa rahaa hai mujhe is azaab me.n
Saqib Kanpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHudaa ke fazl se juuyaa-e-ilm-o-daanihs ko
nabii saa shahr milaa aur alii saa baab milaa
Jafar Raza
Ghazal
rakhnaa vo ik KHayaal kaa sahraa-e-jabr me.n
aavaara-e-saraab-e-munaajaat der tak
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
is baat karam tak to rasaa.ii thii yaqiinii
gar saath ko.ii sham.a-e-munaajaat bhii hotii
Nasir Ansari
Ghazal
tajdiid-e-rasm-o-raah-e-mulaaqaat kiijiye
mujh se nazar milaa ke zaraa baat kiijiye
Anwar Sabri
Ghazal
uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataa.e ko.ii
baat kyaa ho ga.ii aaKHir ye jataa.e ko.ii
Ashok Sawhny Sahil
Ghazal
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataa.o to sahii
chaahne vaalaa ko.ii ham saa dikhaa.o to sahii
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
lamha lamha tirii furqat me.n pighaltii hu.ii umr
garmi-e-shauq-e-mulaaqaat liye phirtii hai
Ahmad Fareed
Ghazal
koshish-e-tark-e-mulaaqaat kaa afsos nahii.n
ab hame.n un kii kisii baat kaa afsos nahii.n
Khalish Barodvi
Ghazal
aalam-e-shauq-e-mulaaqaat me.n parvaane se
sham' hotii hai gurezaa.n to Gazal hotii hai
Rafeeq Pilibhiti
Ghazal
tujh se mil kar hame.n ronaa thaa bahut ronaa thaa
ta.ngi-e-vaqt-e-mulaaqaat ne rone na diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
'kaif' ke bhuulne vaale ko KHabar ho ki use
sadma-e-tark-e-mulaaqaat ne jiine na diyaa
Kaif Bhopali
Ghazal
tere aane se yaqii.n mujh ko hu.aa hai ai dost
jazba-e-shauq-e-mulaaqaat asar rakhtaa hai