SEARCH RESULTS
Showing search results for "juz"
Ghazal MATCHES FOR "juz"
Ghazal
juz tire ko.ii bhii din raat na jaane mere
tuu kahaa.n hai magar ai dost puraane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
juz qais aur ko.ii na aayaa ba-ruu-e-kaar
sahraa magar ba-ta.ngi-e-chashm-e-hasuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
fitrat-e-husn to ma.aluum hai tujh ko hamdam
chaara hii kyaa hai ba-juz sabr so hotaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ba-naala haasil-e-dil-bastagii faraaham kar
mataa-e-KHaana-e-zanjiir juz sadaa maa'luum
Mirza Ghalib
Ghazal
naala juz husn-e-talab ai sitam-iijaad nahii.n
hai taqaazaa-e-jafaa shikva-e-bedaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
har ek chiiz hai faanii faqat hayaat nahii.n
ba-juz KHudaa ke kisii ko yahaa.n sabaat nahii.n
Farhat Shahzad
Ghazal
huu.n qatra-zan ba-vaadii-e-hasrat shabaana roz
juz taar-e-ashk jaada-e-manzil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
qaaruu.n uThaa ke sar pe sunaa ganj le chalaa
duniyaa se kyaa baKHiil ba-juz ranj le chalaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
zabaan kyaa hai mohabbat kii guftuguu kyaa hai
ba-juz nigaah ke paiGaam-e-aarzuu kyaa hai
Bismil Saeedi
Ghazal
ba-juz tumhaare kisii se ko.ii savaal nahii.n
ki jaise saare zamaane se bol-chaal nahii.n
Qamar Jalalvi
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
kuchh bhii to apne paas nahii.n juz-mataa-e-dil
kyaa is se ba.Dh ke aur bhii ko.ii hai imtihaa.n
Ibn-e-Safi
Ghazal
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
mujh soz ba.ad-e-marg se aagaah kaun hai
sham-e-mazaar miir ba-juz aah kaun hai