SEARCH RESULTS
Showing search results for "ka.dve"
Ghazal MATCHES FOR "ka.dve"
Ghazal
'manzar' miiThii baate.n bhii to kartaa hai
ka.Dve bol sunaa jaataa hai ba.az auqaat
Manzar Naqvi
Ghazal
Faheem Shanas Kazmi
Ghazal
ye kyaa samajh ke ka.Dve hote hai.n aap ham se
pii jaa.egaa kisii ko sharbat nahii.n hai ko.ii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
chaahe jitnaa shahd pilaa do shaaKHo.n ko
niim ke patte phir bhii ka.Dve nikle.nge
Tariq Qamar
Ghazal
miiThe logo.n se mil kar ham ne jaanaa
tiikhe ka.Dve aksar sachche hote hai.n
Pratap Somvanshi
Ghazal
ka.Dve dhare hu.e hai.n jo navvaab ke huzuur
baahar hai apne jaame se ai baaGbaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kuchh ka.Dve ghuu.nT chaahiye.n har raat us ko ab
yuu.n aur ba.Dh gayaa hai ye KHarcha vajuud kaa
Danish Aziz
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shahrii bha.nvre se kahnaa ai baad-e-sabaa
niim ke patte gaa.nv me.n ab bhii ka.Dve hai.n
Unwan Chishti
Ghazal
ik pal milaap phir ka.De ka.Dve kaThin viyog
maqsad thaa bas yahii tire mere zuhuur kaa
Nasir Shahzad
Ghazal
shakar-lab kahaa mai.n ne ka.Dve hu.e tum
abas mu.nh ko mujh se sitamgar banaayaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
hamaarii talKH guftaarii pe mat jaa
ki ham ka.Dve magar dil ke khare hai.n
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
dekh le tuu khol kar apnii ye zambiil-e-suKHan
aur to kuchh bhii nahii.n ka.Dve kasiile lafz hai.n