SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaafuur"
Ghazal MATCHES FOR "kaafuur"
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ek to ruuh bhii kaafuur-sifat hai apnii
aur ab jism bhii be-daaG kafan chaahtaa hai
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
is inqalaab me.n Dhuu.nDo jo mushk aur kaafuur
to ye safed mile aur vo siyaah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
KHil.at pahan ke aane kii thii ghar me.n aarzuu
ye hausla bhii gor-o-kafan se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
vo suura-e-yaasiin ki kaafuur kii KHushbuu
mahke hu.e phuulo.n kii ridaa allah hii allaah
Bashir Badr
Ghazal
sham.a ghabraa na shab-e-Gam se ki ko.ii dam me.n
tujh ko kaafuur-e-safedi-e-sahar detii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
zulf o ruKH dono.n hai.n jaane se javaanii ke KHaraab
mushk vo mushk na kaafuur vo kaafuur rahaa
Ameer Minai
Ghazal
kyaa baate.n banaataa hai vo jaan jalaataa hai
paanii me.n dikhaataa hai kaafuur kaa jal jaanaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
aayaa hai vo badmast liye haath me.n shamshiir
majlis se shitaabii kahii.n kaafuur ho ai shaiKH
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
vasl me.n achchhii tarah jab baada-paimaa.ii hu.ii
u.D ga.ii kaafuur ban ban kar hayaa aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
allaah-re faroG us ruKHsaar-e-aatishii.n kaa
sham.o.n ke rang misl-e-kaafuur u.Daa diye hai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
balaa-e-bad hu.ii daaGo.n se sardii-e-kaafuur
suluuk nek zaraa.at se zhaala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kaafuur pal me.n hotii hai din bhar kii sab thakan
jab dekhtaa huu.n bachcho.n ke chehre gulaab se
Shayan Quraishi
Ghazal
sham-e-kaafuur se tashbiih bhalaa duu.n kyuu.n kar
hai ba-ra.ng-e-mah-e-taabaa.n badan-e-yaar safed