SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaafuur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaafuur"
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ek to ruuh bhii kaafuur-sifat hai apnii
aur ab jism bhii be-daaG kafan chaahtaa hai
Abrar Ahmad Kashif
PAGE MATCHES FOR "kaafuur"
Tags
Qafas
Qafas Shayari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kaafuur"
Nazm
nashat-e-umid
saath ga.ii yaas ke pazhmurdagii
ho ga.ii kaafuur sab afsurdagii
Altaf Hussain Hali
Nazm
abad
gulaab o kaafuur kii lapaT tez ho ga.ii hai
ye aabnuusii badan, ye baazuu, kushaada siina
Fahmida Riaz
Ghazal
is inqalaab me.n Dhuu.nDo jo mushk aur kaafuur
to ye safed mile aur vo siyaah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
KHil.at pahan ke aane kii thii ghar me.n aarzuu
ye hausla bhii gor-o-kafan se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
vo suura-e-yaasiin ki kaafuur kii KHushbuu
mahke hu.e phuulo.n kii ridaa allah hii allaah
Bashir Badr
Ghazal
sham.a ghabraa na shab-e-Gam se ki ko.ii dam me.n
tujh ko kaafuur-e-safedi-e-sahar detii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
zulf o ruKH dono.n hai.n jaane se javaanii ke KHaraab
mushk vo mushk na kaafuur vo kaafuur rahaa
Ameer Minai
Ghazal
kyaa baate.n banaataa hai vo jaan jalaataa hai
paanii me.n dikhaataa hai kaafuur kaa jal jaanaa










