SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaasa-e-savaal"
Ghazal MATCHES FOR "kaasa-e-savaal"
Ghazal
jo bhiik maa.ngte hu.e bachche ke paas thaa
us kaasa-e-savaal ne sone nahii.n diyaa
Rehana Roohi
Ghazal
baraa.e daad-e-suKHan kaasa-e-savaal ho dil
KHudaa bachaa.e 'jamiil' is gadaagarii se mujhe
Jameel Mazhari
Ghazal
tum se bhii jab nashaat kaa ik pal na mil sakaa
mai.n kaasa-e-savaal liye dar-ba-dar gayaa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
uThaa ke kaasa-e-kaun-o-makaa.n savaal kiyaa
is ek baat pe tuu ne sab ishti'aal kiyaa
Usman Alvi
Ghazal
reza-e-sang to aaya gul-e-manzar na sahii
kaasa-e-chashm ko hairat se khulaa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
chup the jo but savaal ba-lab bolne lage
Thahro ki qaus-e-barq-o-lahab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
mere kariim tirii rahmato.n ke sadqe me.n
gunaahgaar umiid-e-savaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
jaataa rahaa qalb se saarii KHudaa.ii kaa ishq
qaabil-e-taariif hai tere fidaa.ii kaa ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
lagaa hai aisaa ko.ii kaasa-e-savaalii ho.n
ye aa.nkh jaise mirii raushnii se KHaalii ho.n
Musavvir Sabzwari
Ghazal
piite hai.n mai gunaah ba-qasd-e-savaab hai
mastii ke valvale hai.n zamaan-e-shabaab hai
Naseem Dehlvi
Ghazal
vaa.n us ne jaam-e-mai diye Gairo.n ko aur yaa.n
chhalkaa kiyaa hai kaasa-e-chashm-e-pur-aab-e-shab
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
naaz-bardaar-e-savaal-e-dil-e-pur-KHuu.n na milaa
kaasa-e-diida-e-nam ne mujhe jiine na diyaa
Shaz Tamkanat
Ghazal
majlis-e-husn me.n pahu.nche jo ko.ii to dekhe
kaasa-e-baada-e-gul-rang dharaa hotaa hai
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
taraashtaa hai jigar vo bhii aabgiino.n se
KHazaf ko kaasa-e-arz-e-hunar banaataa hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
ek din ye kaasa-e-harf-e-du'aa bhar jaa.egaa
yaa achaanak hii du'aa se dil miraa bhar jaa.egaa