SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaatib"
Ghazal MATCHES FOR "kaatib"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
'shaahid' KHafaa thaa kaatib-e-taqdiir is liye
ham ne zamii.n pe apne sitaare banaa.e the
Shahid Zaki
Ghazal
maaluum hu.aa ab mirii qismat me.n nahii.n tum
milnaa thaa mujhe kaatib-e-taqdiir se pahle
Qamar Jalalvi
Ghazal
KHuub samjhaayaa hai ye kaatib-e-qismat ne hame.n
jo mayassar ho jahaa.n me.n use qismat samjho
Saba Akbarabadi
Ghazal
ai kaatib-e-taqdiir ye taqdiir me.n likh de
bas us kii mohabbat mirii jaagiir me.n likh de
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
dekh ke tujh ko mai.n dekhtaa rah gayaa
ishq karne ko ab kyaa bachaa rah gayaa
Anmol Savaran Katib
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
tum se milnaa aur phir mil kar bichha.D jaane kaa Gam
faisla shaayad yahii hai kaatib-e-taqdiir kaa
Aadil Rahi
Ghazal
zehn kirdaar se tabdiil hu.aa logo.n kaa
bas isii jurm me.n kaatib ko sazaa dii ga.ii hai
Himanshi Babra
Ghazal
varaq varaq 'aliinaa' ham ne zindagii se yuu.n ra.ngaa
ki kaatib-e-nasiib kii razaa hii aur ho ga.ii
Aleena Itrat
Ghazal
ab apnaa haal ham unhe.n tahriir kar chuke
KHaama supurd kaatib-e-taqdiir kar chuke
Anwar Dehlvi
Ghazal
ham to mad.hosh pa.De rahte the mai-KHaane me.n
kyaa KHabar kaatib-e-aamaal ne likkhaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
ai kaatib-e-taqdiir hamaarii bhii razaa puuchh
yuu.n naala-e-taqdiir raqam hone na de.nge
Saghar Nizami
Ghazal
taftiish me.n 'kaatib' ne ye ziist guzaarii par
har ek qadam par KHud kaa shauq nayaa dekhaa
Anmol Savaran Katib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
behtar hai ki ab kaam ko.ii aur kiyaa kar
ye bhii na kahaa kaatib taqdiir se ham ne
Zafar Iqbal
Ghazal
pahle hii kaatib-e-taqdiir ne likkhaa thaa hame.n
teraa banda tiraa fidvii tiraa rusvaa aashiq