SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaav-kaav-e-saKHt-jaanii-haa-e-tanhaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "kaav-kaav-e-saKHt-jaanii-haa-e-tanhaa.ii"
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
meraa haal-e-saKHt-jaanii sun ke farmaane lage
teG ke saath ek abruu kaa ishaaraa bhii sahii
Rasheed lakhnavi
Ghazal
kaam kuchh KHuubii-e-kirdaar hii aa jaatii hai
sar bachaane miraa dastaar hii aa jaatii hai
Kashif Husain Ghair
Ghazal
jur.at-e-ishq havas-kaar hu.ii jaatii hai
be-piye tauba gunahgaar hu.ii jaatii hai
Figar Unnavi
Ghazal
sar-kashii jab bhii qalam-kaar me.n aa jaatii hai
ik musiibat liye sarkaar me.n aa jaatii hai
Sabir Danish
Ghazal
samaa.at aap kii aahaT pe aa kar TuuT jaatii hai
ki ye vo naav hai jo taT pe aa kar TuuT jaatii hai
Hiamanshu Panday
Ghazal
Ehsan Akbar
Ghazal
javaanii kaar-farmaa-e-mohabbat hotii jaatii hai
qayaamat me.n bapaa taaza qayaamat hotii jaatii hai
Sarosh Lucknowi
Ghazal
Girami Chishti
Ghazal
Zafar Ghauri
Ghazal
Salman Ghazi
Ghazal
husn-e-butaa.n kaa ishq mirii jaan ho gayaa
ye kufr ab to haasil-e-iimaan ho gayaa
Fana bulandshahri
Ghazal
tere va.ado.n pe ba.Dii gard jamii hai aa kar
apnii qasmo.n ke laTakte hu.e jaale le jaa
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
duniyaa se khelne kaa na jab hausla rahaa
duniyaa ko chho.D diin kii jaanib ham aa ga.e
Saabir Usmani
Ghazal
Khwaja Shauq
Ghazal
vaqt kaa kyaa hai ki vo dushman-e-jaanii hai bahut
tum ne dekhii hai jo tasviir puraanii hai bahut
Sarfaraz Khalid
Ghazal
sarfroshaan-e-mohabbat se na hogii aa.nkh chaar
mu.nh jo us kii teG kaa ai saKHt-jaanii phir gayaa