SEARCH RESULTS
Showing search results for "kafan"
Ghazal MATCHES FOR "kafan"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
terii vafaa kii laash pe laa mai.n hii Daal duu.n
resham kaa ye kafan jo milaa hai raqiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aaj vaa.n teG o kafan baa.ndhe hu.e jaataa huu.n mai.n
uzr mere qatl karne me.n vo ab laave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
insaa.n kii KHvaahisho.n kii ko.ii intihaa nahii.n
do gaz zamii.n bhii chaahiye do gaz kafan ke ba.ad
Kaifi Azmi
Ghazal
ye mo.ajiza hai vahshat-e-uryaa.n-pasand kaa
mai.n kuu-e-yaar me.n huu.n kafan hai mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ye laash-e-be-kafan 'asad'-e-KHasta-jaa.n kii hai
haq maGfirat kare ajab aazaad mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ab gire sang ki shiisho.n kii ho baarish 'faakir'
ab kafan o.Dh liyaa hai ko.ii afsos nahii.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
cha.Dhte sailaab me.n saahil ne to mu.nh Dhaa.np liyaa
log paanii kaa kafan lene ko tayyaar se hai.n
Gulzar
Ghazal
ba.Daa na chhoTaa ko.ii farq bas nazar kaa hai
sabhii pe chalte samay ek saa kafan dekhaa
Gopaldas Neeraj
Ghazal
Dhaa.npaa kafan ne daaG-e-uyuub-e-barahnagii
mai.n varna har libaas me.n na.ng-e-vajuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ik KHuu.n-chakaa.n kafan me.n karo.Do.n banaa.o hai.n
pa.Dtii hai aa.nkh tere shahiido.n pe huur kii
Mirza Ghalib
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
allaah-re zauq-e-dasht-navardii ki ba.ad-e-marg
hilte hai.n KHud-ba-KHud mire andar kafan ke paa.nv
Mirza Ghalib
Ghazal
vo TaaT kii qabaa thii ki kaaGaz kaa pairahan
jaisaa bhii mil gayaa hame.n vaisaa pahan liyaa
Bedil Haidri
Ghazal
mumkin ho to rahne de mujhe zulmat-e-jaa.n me.n
Dhuu.nDegaa kahaa.n chaa.ndnii raato.n kaa kafan tuu
Mohsin Naqvi
Ghazal
ek to ruuh bhii kaafuur-sifat hai apnii
aur ab jism bhii be-daaG kafan chaahtaa hai