SEARCH RESULTS
Showing search results for "kahaate"
Ghazal MATCHES FOR "kahaate"
Ghazal
ye dil ki qahat-e-anaa se Gariib Thahraa hai
mirii zabaa.n ko zar-e-iltimaas kyaa degaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
dayaar-e-umr me.n ab qahat-e-mehr hai 'faanii'
ko.ii ajal ke sivaa mehrbaa.n nahii.n miltaa
Fani Badayuni
Ghazal
zikr-e-qahat-e-ra.ng se pahle hii taale pa.D ga.e
har lab-e-tasviir ko jumbish bahut mah.ngii pa.Dii
Iqbal Sajid
Ghazal
zaahir me.n kyaa rafiiq kahaate hai.n aap kuu.n
lekin uno.n ke dil me.n mohabbat nahii.n rahii
Siraj Aurangabadi
Ghazal
itnaa bhii bahut hai jo 'zafar' qahat-e-navaa me.n
niklii hai ko.ii baat mirii baat se aage
Zafar Iqbal
Ghazal
vo qahat-e-junuu.n hai ki ko.ii chaak garebaa.n
aataa hai nazar bhii to guzartaa hai gumaa.n aur
Himayat Ali Shayar
Ghazal
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
qahat-e-vafaa-e-ahd-o-paimaa.n hai in dino.n
zoro.n pe ehtiyaat-e-dil-o-jaa.n hai in dino.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
hamii.n se tazkira-e-qahat-e-aashiqaa.n tauba
hamii.n to kal tire kuuche se yaar guzre hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
har ek baat pe kahte ho tum ki tuu kyaa hai
tumhii.n kaho ki ye andaaz-e-guftuguu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
har ik se kahte hai.n kyaa 'daaG' bevafaa niklaa
ye puuchhe un se ko.ii vo Gulaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
sach kahte ho KHud-biin o KHud-aaraa huu.n na kyuu.n huu.n
baiThaa hai but-e-aa.ina-siimaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
aate jaate pal ye kahte hai.n hamaare kaan me.n
kuuch kaa ailaan hone ko hai tayyaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
log TuuT jaate hai.n ek ghar banaane me.n
tum taras nahii.n khaate bastiyaa.n jalaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
ab to ghabraa ke ye kahte hai.n ki mar jaa.e.nge
mar ke bhii chain na paayaa to kidhar jaa.e.nge