SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaifiyat-e-shabaab"
Ghazal MATCHES FOR "kaifiyat-e-shabaab"
Ghazal
de ke ik bosa ajab naaz se dilbar ne kahaa
ai 'shabaab' aaj ye tujh par hai inaayat merii
Shabab
Ghazal
Shabab
Ghazal
Shabab
Ghazal
na ho shabaab to kaifiyyat-e-sharaab kahaa.n
na ho shabaab to kaifiyyat-e-shabaab kahaa.n
Mirza Mayal Dehlvi
Ghazal
ham ai 'shabaab' aise muqaddar kaa kyaa kare.n
KHvaabiida jo nahii.n hai to bedaar bhii nahii.n
Shabab Lalit
Ghazal
judaa.ii de ga.e sadiyo.n kii tum to jaan-e-'shabaab'
janam guzar ga.e kitne tumhe.n pukaare hu.e
Shabab Lalit
Ghazal
insaaf mujh ko de ki na de vo magar 'shabaab'
tho.Daa saa vaqt bahr-e-mulaaqaat de gayaa
Shabab Lalit
Ghazal
Shabab Lalit
Ghazal
hamaaraa zarf hii kam pa.D gayaa vagarna 'shabaab'
mai-e-karam to un aa.nkho.n ne kuchh u.nDelii thii
Shabab Lalit
Ghazal
utaaro zehn me.n Gazlo.n kii gul-badan pariyaa.n
'shabaab' zehn ko har raat koh-e-qaaf karo
Shabab Lalit
Ghazal
Shabab Lalit
Ghazal
Shabab Lalit
Ghazal
kaifiyat-e-shabaab se maazuur kuchh hu.e
kuchh aashiqo.n ne bhii unhe.n KHud-sar banaa diyaa
Sehr Ishqabadi
Ghazal
shabaab aa gayaa us par shabaab se pahle
dikhaa.ii dii mujhe ta.abiir KHvaab se pahle
A G Josh
Ghazal
hamaare fikr-o-amal par jumuud taarii hai
ba-tarz-e-shor-e-qayaamat shabaab aa.egaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
baiThe hai.n tishna-kaam sar-e-rahguzar tamaam
saaqii tirii sharaab kaa armaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
kaifiyyat-e-sharaab-e-mohabbat na puuchhiye
mad.hosh ho ke hosh me.n aaya na jaa sakaa
Talat Siddiqi Nahtori
Ghazal
nargis-e-mastaana me.n kaifiyat-e-jaam-e-sharaab
qaamat-e-raanaa pe aalam misra-e-ustaad kaa