SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalaf"
Ghazal MATCHES FOR "kalaf"
Ghazal
barsii thii ek Gam kii ghaTaa is dayaar me.n
chehro.n kaa dhul rahaa thaa kalaf dekhte rahe
Shahid Meer
Ghazal
kam-zarf ne kalaf kaa pahan kar libaas kyo.n
da.avaa kiyaa ki raunaq-e-baazaar mai.n bhii huu.n
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
ishq me.n vo ghar hai apnaa jis me.n se majnuu.n ye ek
naa-KHalaf saare qabiile kaa hamaare na.ng hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
gar silsila-e-ishq me.n farzand-e-KHalaf hai.n
ham KHaana-KHaraabii kaa ghar aabaad kare.nge
Hasrat Azimabadi
Ghazal
Abdur Razzaq Dil
Ghazal
shaan-e-ishq aulaa hai majnuu.n duudmaan-e-ishq se
naa-KHalaf naa-qaabil o naalaa.eq o naakaaraa thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Naeem Waqif
Ghazal
Idris Azad
Ghazal
vo gale miltaa hai malbuus bachaa kar apnaa
zindagii kaisii kalaf-daar banaa lii us ne
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
be-asar ashk se achchhaa hai jo aa.nkhe.n phuuTe.n
naa-KHalaf se to ye behtar hai ki aulaad nahii.n
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
Shahbaz Nayyar
Ghazal
kasb-e-ma.aash ne kiyaa aslaaf se judaa
go naa-KHalaf nahii.n the magar aaq ho ga.e