SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalamkaar"
Ghazal MATCHES FOR "kalamkaar"
Ghazal
gintiyo.n me.n hii gine jaate hai.n har daur me.n ham
har qalamkaar kii be-naam KHabar ke ham hai.n
Nida Fazli
Ghazal
mai.n ek kirdaar se ba.Daa tang huu.n qalamkaar
mujhe kahaanii me.n Daal Gussa nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
hai aaj vo suurat ki banaa.e nahii.n bantii
kal naqsh-e-do-aalam ke qalamkaar hamii.n the
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
KHauf khaate hai.n hukuumat se zamaane vaale
aur hukuumat ko qalamkaar se Dar lagtaa hai
Bilal Raaz
Ghazal
sunte hai.n ki 'Gaalib' ke taraf-daar bahut hai.n
duniyaa me.n qalam kam hai.n qalamkaar bahut hai.n
Noor Amrohvi
Ghazal
'shaa.ir' ye Gazal likkhii hai yaa ja.D diye motii
duniyaa me.n qalamkaar bhii aisaa nahii.n dekhaa
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
shahr-e-adab ke saare qalam-kaar thak ga.e
kaamil na ho sakaa tirii naazuk adaa kaa zikr
Mahwar Sirsivi
Ghazal
zaKHm-dar-zaKHm suKHan aur bhii hotaa hai vasii.a
ashk-dar-ashk ubhartii hai qalamkaar kii guu.nj
Saleem Siddiqui
Ghazal
mai.n to kahtaa huu.n josh kii maane.n
sab qalam-kaar KHud-kushii kar le.n
Iftikhar Falak Kazmi
Ghazal
ai qalamkaar mire harf-e-sadaaqat likhnaa
varna be-kaar hai mazmuun-e-balaaGat likhnaa
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
ranj itne hai.n ki aatii nahii.n baarii apnii
roz likhtaa hai qalam-kaar kisii aur kaa dukh
Sajid Raheem
Ghazal
sar-kashii jab bhii qalam-kaar me.n aa jaatii hai
ik musiibat liye sarkaar me.n aa jaatii hai
Sabir Danish
Ghazal
kuchh dard numaayaa.n hai kahaanii me.n 'amiin' aur
kuchh dard abhii dast-e-qalam-kaar me.n gum hai
Ameen Adirai
Ghazal
kamand-e-halqa-e-guftaar to.D dii mai.n ne
ki mohr-e-dast-e-qalamkaar to.D dii mai.n ne
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
daulat hii jhukaa paa.ii na qaanuun hii us ko
faaqo.n se maraa hai vo qalamkaar bhale hii
Azimuddin Sahil Kalamnoori
Ghazal
vaaris ko.ii miltaa nahii.n ab lauh-o-qalam kaa
kahne ko to 'rizvaan' qalamkaar bahut hai.n
Rizwan Banarsi
Ghazal
meraa paiGaam bhalaa teG kahaa.n rokegii
haakim-e-vaqt ko batlaa.o qalam-kaar huu.n mai.n
Waqar Khan
Ghazal
tuu ne is ishq me.n paa.ii hai bahut sii daulat
mujh saa naadaar to le-de ke qalamkaar hu.aa
Shah Room Khan wali
Ghazal
Anwar Aleemi
Ghazal
saare jahaa.n kaa ek gunahgaar mujh me.n hai
manTo-zada saa ek qalamkaar mujh me.n hai