SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalamkaar"
Nazm MATCHES FOR "kalamkaar"
Nazm
tum ho
us qalamkaar ne jis fikr ko paikar baKHshaa
usii paikar ke KHayaalaat kaa hissa tum ho
Zubair Ahmad Saani
Nazm
bhaarat ke musalman
har zarra-e-dehlii hai tire zau se munavvar
punjab kii mastii asar-e-jazb-e-qalandar
Jagan Nath Azad
Nazm
qalandar ki pahchan
کہتا ہے زمانے سے يہ درويش جواں مرد
جاتا ہے جدھر بندئہ حق، تو بھي ادھر جا!
Allama Iqbal
Nazm
gurunanak
mai.n mast-e-mai-e-ishq huu.n tan riish-e-qalandar
tiirath hai agar ko.ii to is man ke hai andar
Arsh Malsiyani
Nazm
manasib
hu.aa hai banda-e-momin fasuunii-e-afrang
isii sabab se qalandar kii aa.nkh hai namnaak
Allama Iqbal
Nazm
iqbaal ka sher
iimaan kii tafsiir qalandar kaa taraana
samjhe to palaT aa.e bulandii pe zamaana
Maikash Akbarabadi
Nazm
shaer
jo qalandar kii tarah jiite hai.n
jo faqiiro.n kii tarah rah kar bhii
Mohsin Aftab Kelapuri
Nazm
cricket match
captain thaa ik team kaa haathii mast qalandar
duusrii team kaa captain ban baiThaa thaa bandar
Haidar Bayabani
Nazm
gomti
tere alha.D-pan kii vo be-saaKHta mastaana chaal
jaise aa jaa.e qalandar ko kisii mahfil me.n haal
Shama Zafar Mehdi
Nazm
fariyaad (fariyaadi aashna hai)
kahaa.n ho ai qalam-kaaro, jiyaalo
mujhe kursii-nashiino.n se bachaa lo
Qaisar Siddiqi
Nazm
taqsim-e-wazarat
vaziir-e-aab kaa mansab dikhaane ke liye rakh lo
qalam-daan-e-zaraa.at samdhiyaane ke liye rakh lo
Khalid Irfan
Nazm
kan khol kar
kuchh sher-go paraayaa qalam-daan khol kar
kahte hai.n sher 'miir' kaa diivaan khol kar