SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalamkaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kalamkaar"
Ghazal
gintiyo.n me.n hii gine jaate hai.n har daur me.n ham
har qalamkaar kii be-naam KHabar ke ham hai.n
Nida Fazli
Ghazal
mai.n ek kirdaar se ba.Daa tang huu.n qalamkaar
mujhe kahaanii me.n Daal Gussa nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
hai aaj vo suurat ki banaa.e nahii.n bantii
kal naqsh-e-do-aalam ke qalamkaar hamii.n the
Ehsan Danish Kandhlvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kalamkaar"
Ghazal
KHauf khaate hai.n hukuumat se zamaane vaale
aur hukuumat ko qalamkaar se Dar lagtaa hai
Bilal Raaz
Sher
zaKHm-dar-zaKHm suKHan aur bhii hotaa hai vasii.a
ashk-dar-ashk ubhartii hai qalamkaar kii guu.nj
Saleem Siddiqui
Ghazal
sunte hai.n ki 'Gaalib' ke taraf-daar bahut hai.n
duniyaa me.n qalam kam hai.n qalamkaar bahut hai.n
Noor Amrohvi
Ghazal
'shaa.ir' ye Gazal likkhii hai yaa ja.D diye motii
duniyaa me.n qalamkaar bhii aisaa nahii.n dekhaa
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
shahr-e-adab ke saare qalam-kaar thak ga.e
kaamil na ho sakaa tirii naazuk adaa kaa zikr
Mahwar Sirsivi
Ghazal
zaKHm-dar-zaKHm suKHan aur bhii hotaa hai vasii.a
ashk-dar-ashk ubhartii hai qalamkaar kii guu.nj
Saleem Siddiqui
Ghazal
mai.n to kahtaa huu.n josh kii maane.n
sab qalam-kaar KHud-kushii kar le.n
Iftikhar Falak Kazmi
Mazahiya
ik adaakaar rukaa hai to hu.aa utnaa hujuum!!
mu.D ke dekhaa na kisii ne jo qalamkaar chalaa
Athar Shah Khan Jaidi
Ghazal
ai qalamkaar mire harf-e-sadaaqat likhnaa
varna be-kaar hai mazmuun-e-balaaGat likhnaa



