SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalejo.n"
Ghazal MATCHES FOR "kalejo.n"
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
dam nikalte hai.n kalejo.n se lahuu jaarii hai
saa.ns ulTii tire taftiida-jigar lete hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
farefta tirii is tirchhii tirchhii chitvan ke
chhurii kalejo.n me.n apne lagaa.e baiThe hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
be-vafaa maan se aa ham banuu-haashim kii taraf
ham ne baKHshe hai.n kalejo.n ko chabaane vaale
Abdullah Ali Hashmi
Ghazal
na tujh ko maat hu.ii hai na mujh ko maat hu.ii
so ab ke dono.n hii chaale.n badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ab ye bhii nahii.n Thiik ki har dard miTaa de.n
kuchh dard kaleje se lagaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
kaleja chaahiye dushman se dushmanii ke liye
jo be-amal hai vo badla kisii se kyaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jis tarah ha.ns rahaa huu.n mai.n pii pii ke garm ashk
yuu.n duusraa ha.nse to kaleja nikal pa.De
Kaifi Azmi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
ha.nsne ko sirf ho.nT hii kaafii nahii.n rahe
'javvaad-shaiKH' ab to kaleja bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
kuchh yaadgaar-e-shahr-e-sitamgar hii le chale.n
aa.e hai.n is galii me.n to patthar hii le chale.n