SEARCH RESULTS
Showing search results for "kam-go"
Ghazal MATCHES FOR "kam-go"
Ghazal
ajab banaav hai kuchh us kii chashm-e-kam-go kaa
ki sail-e-aah ko.ii tham rahaa hai aa.nkho.n me.n
Shaz Tamkanat
Ghazal
dekh ai but-e-kam-go tirii sohbat ke asar se
merii bhii ye KHaslat hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
agarche fitratan kam-go huu.n phir bhii
jo sach puuchho to kuchh bantaa bhii huu.n mai.n
Rashid Mufti
Ghazal
kyuu.n ho na junuu.n kam-go jab hotaa hai ye ziirak
dohraa.ii hu.ii baate.n mahram se nahii.n kahtaa
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
mai.n chaahtaa thaa ki vo boltaa rahe mai.n sunuu.n
magar vo kam-go ba.Daa iKHtisaar kartaa thaa
Haseebul Hasan
Ghazal
Munawwar Hashmi
Ghazal
kitnii kam-go thii mirii jaan-e-suKHan vo KHushbuu
baat karne kaa bahaana bhii agar se niklaa
Junaid Akhtar
Ghazal
Hassan Ahmad Awan
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
chaar kaa go Galat hu.aa daa'vaa
ek bosa to vaajibii niklaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
aa.nkho.n ko baat kahne kaa andaaz aa gayaa
kam-go.ii apne aap me.n Gam-KHvaar sii lagii
Hafeez Aatish
Ghazal
go kam-suKHan hai bharii mahfilo.n me.n tanhaa hai
vo apne aap se miltaa hai baat kartaa hai
Seema Naqvi
Ghazal
na un ko KHair se matlab hai aur na shar se Garaz
ko.ii jiye ki mare ranDiyo.n ko zar se Garaz