SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamand-e-zulf"
Ghazal MATCHES FOR "kamand-e-zulf"
Ghazal
ye bhii qaidii ho gayaa aaKHir kamand-e-zulf kaa
le asiiro.n me.n tire 'aazaad' shaamil ho gayaa
Abul Kalam Azad
Ghazal
bikte hai.n tere naam se ham ai kamand-e-zulf
tujh ko bhii chho.D diijiye to kis ke kahaa.iye
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
terii kamand-e-zulf ke mulk-ba-mulk hai.n asiir
bismil-e-KHanjar-nigaah KHaana-ba-KHaana kuu-ba-kuu
Taban Abdul Hai
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
jo apne faraa.ez se nipaTne me.n ulajh jaa.e
ham log use zulf-e-pareshaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
mujhe ulfat-e-zulf jab se hai 'parvii.n'
bataate hai.n vo josh-e-saudaa ziyaada
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ai zulf phail phail ke ruKHsaar ko na Dhaa.nk
kar niim-roz kii na shah-e-mulk-e-shaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
qaidii-e-zulf kii qismat me.n hai ruKHsaar kii sair
shukr hai baaG bhii hai murG-e-giraftaar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
chaahne vaalo.n kaa kartaa hai zamaana maatam
maatamii rang me.n hai zulf-e-rasaa mere ba.ad
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kaise Te.Dhaa na chale maar ba.Dii mushkil hai
siidhii ho zulf-e-girah-daar ba.Dii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ek diivaane ko itnaa hii sharaf kyaa kam hai
zulf o zanjiir se yak-guuna shaGaf kyaa kam hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
hai aaj aur hii kuchh zulf-e-taabdaar me.n KHam
bhaTakne vaale ko manzil kaa raasta to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
aa jaa.o ab to zulf pareshaa.n kiye hu.e
ham raah par hai.n sham.a farozaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
kamand-e-pech-o-taab-e-zulf kuu.n khol
shikaar-e-dil kuu.n le kar daam aayaa