SEARCH RESULTS
Showing search results for "kane"
Ghazal MATCHES FOR "kane"
Ghazal
ham na hote to kisii aur ke charche hote
KHilqat-e-shahr to kahne ko fasaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
tujh ko ik lafz bhii kahne kii zaruurat kyaa hai
ham samajhte hai.n mirii jaan ishaare saare
Imran-ul-haq Chauhan
Ghazal
aa.nkh kholii to jahaa.n kaan-e-javaahar thaa 'nadiim'
haath phailaa.e to har chiiz ko anqaa dekhaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kyaa KHabar zaahid-e-qaane ko ki kyaa chiiz hai hirs
us ne dekhii hii nahii.n kiisa-e-zar kii suurat
Altaf Hussain Hali
Ghazal
to.e bin turra hai aur zo.e par ik nuqta phir
ain be-aib hai aur kaane miyaa.n Gain hu.e
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
baatin-e-zardaar pur-asraar hai jaise 'muniir'
kaan-e-zar kii band haibat mash.alo.n ke saamne
Muneer Niyazi
Ghazal
ham 'mus.hafii' qaane hai.n ba-KHushk-o-tar-e-giitii
hai apne to nazdiik musaavaat kaa aalam
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
jab ham-kalaam ham se hotaa hai paan khaa kar
kis rang se kare hai baate.n chabaa chabaa kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
baalii.n pe sar ik 'umr se hai dast-e-talab kaa
jo hai so gadaa kis kane jaa haath pasaare.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ne.amat thii tire husn kii hisse me.n hamaare
tuu kaan-e-malaahat thaa KHariidaar hamii.n the
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Hashmi Bijapuri
Ghazal
mai.n apne hujre me.n naan-o-namak pe qaane thaa
vo chal diyaa mirii jholii me.n Daal kar duniyaa
Mohsin Changezi
Ghazal
naaseho dil kis kane hai kis ko samjhaate ho tum
kyuu.n divaane ho ga.e ho jaan kyuu.n khaate ho tum
Meer Soz
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
auqaat-e-shaiKH go ki sujuud o qayaam hai
mere kane to ek KHudaa hii kaa naam hai