SEARCH RESULTS
Showing search results for "kane"
Nazm MATCHES FOR "kane"
Nazm
barsat ki bahaaren
pii pii kare papiihaa bagule pukaare.n tuu-tuu
kyaa hudhudo.n kii haq haq kyaa faaKHato.n kii huu-huu
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
safed-o-zard me.n lekin kamaal kiina hai
talaa kaa zard kane sar-basar KHaziina hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jamuna
hai tirii ta.amiir me.n muzmar vahii shaan-e-vafaa
terii har KHisht-e-kuhan hai jauhar-e-kaan-e-vafaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
kawwe aur hiran ki dosti
phirtaa thaa chauk.Dii kaa dikhaataa mazaa hiran
dekhaa jo ek kavve ne vo KHushnumaa hiran
Nazeer Akbarabadi
Nazm
shikwa
tere ka.abe ko jabiino.n se basaayaa ham ne
tere qur.aan ko siino.n se lagaayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
jab arz-e-KHudaa ke ka.abe se
sab but uThvaa.e jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
naaz hai taaqat-e-guftaar pe insaano.n ko
baat karne kaa saliiqa nahii.n naa-daano.n ko
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
aur zabt kahe fariyaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar