SEARCH RESULTS
Showing search results for "karb-e-vahshat"
Ghazal MATCHES FOR "karb-e-vahshat"
Ghazal
gunaah apne mujhe yaad aa.e 'vahshat'
KHajil saa rah gayaa mai.n haath uThaa kar
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
kahte hai.n kar le.nge us kaafir ko raam
hazrat-e-'vahshat' kaa daa'vaa dekhiye
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
ko.ii Gazal me.n Gazal hai ye hazrat-e-'vahshat'
KHayaal thaa ki Gazal aap ne kahii hogii
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
faroG-e-tab-e-KHudaa-daad garche thaa 'vahshat'
riyaaz kam na kiyaa ham ne kasb-e-fan ke liye
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
'vahshat'-e-vahshii ki thaa sab se alag
ho gayaa kyaa be-takalluf raam-e-ishq
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
kis tarah husn-e-zabaa.n kii ho taraqqii 'vahshat'
mai.n agar KHidmat-e-urdu-e-mu.allaa na karuu.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
ham nahii.n naa-vaaqif rasm-e-adab
dil kii betaabii ko 'vahshat' kyaa kare.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
balaa kii hotii hai 'vahshat' kii bhii Gazal-KHvaanii
ki ik suruur saa hotaa hai ahl-e-mahfil ko
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
'vahshat' ko rahaa uns jo yuu.n fann-e-suKHan se
ye shaaKH-e-hunar phuultii-phaltii hii rahegii
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
ab tasavvur me.n kahaa.n shakl-e-tamannaa 'vahshat'
jis ko muddat se na dekhaa ho vo kyaa yaad rahe
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
havaa hai shauq-e-suKHan dil me.n mauj-zan 'vahshat'
ki ham-safiir miraa ro.ab saa suKHan-daa.n hai
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
mai.n na bhuuluu.n Gam-e-ishq kaa ehsaa.n 'vahshat'
un ko paimaan-e-mohabbat jo nahii.n yaad na ho
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
mutrib-e-KHuld kyaa sunaa.e vahshat-e-KHasta kyaa sune
mo'taqid-e-qadiim hai zamzama hijaaz kaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
poshiida dekhtii hai kisii kii nazar mujhe
dekh ai nigaah-e-shauq tuu rusvaa na kar mujhe