SEARCH RESULTS
Showing search results for "karb-zaa"
Ghazal MATCHES FOR "karb-zaa"
Ghazal
jhaa.nk kar zaat ke andar ye tamaashaa dekho
shahr sahraa me.n kabhii shahr me.n sahraa dekho
Shaukat Wasti
Ghazal
go yaum-e-badr ma.arka-e-kaar-zaar thaa
is shakl me.n vo aayat-e-parvardigaar thaa
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
kaar-zaar aafaaq hai ahal-e-shujaa.at ke liye
gulsitaa.n ham-raaz hai ahl-e-muhabbat ke liye
Mohan Singh Deewana
Ghazal
kaar-zaar-e-dahr me.n kyaa nusrat-o-Gam dekhnaa
ek bas apnaa alam aur apnaa parcham dekhnaa
Qamar Siddiqi
Ghazal
kahuu.n jo karb faqat karb-e-zaat samjhoge
magar kabhii to mirii nafsiyaat samjhoge
Aftab Arif
Ghazal
us ke hisaar-e-KHvaab ko mat karb-e-zaat kar
is KHushbuu-e-KHayaal ko tuu kaa.enaat kar
Naheed Virk
Ghazal
vo sang ho ki shajar karb-e-intizaar me.n hai
kise ye ilm hai kyaa parda-e-Gubaar me.n hai
Hamidi Kashmiri
Ghazal
kyaa faa.eda gar hirs kare zar kii tuu naadaa.n
kuchh hirs se qaaruu.n kaa KHazaanaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
hai.n saamne hamaare rivaayaat-e-kaar-zaar
baa.ndhe hu.e hai.n sar se mujaahid kafan abhii
Ehsan Danish
Ghazal
ma.aluum hu.aa aap kaa zar-gar hai muhavvis
laayaa hai banaa kar zar-e-iksiir kii zanjiir
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
KHvaabo.n ke darmiyaan hai muddat se ek ja.ng
maidaan-e-kaar-zaar na lashkar dikhaa.ii de
Mohsin Zaidi
Ghazal
KHalq hote hai.n na.e she'r na.ii aab ke saath
kab zar-e-harf se jholii mirii KHaalii hu.ii hai
Anees Ashfaq
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n aa.e vo qaum kyaa
jis kaa javaan aa.iina-KHaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
dushman ke tan pe gaa.D diyaa mai.n ne apnaa sar
maidaan-e-kaar-zaar kaa paa.nsa palaT gayaa
Qateel Shifai
Ghazal
har ek samt havaa ke aziim lashkar the
aur ik charaaG hii maidaan-e-kaar-zaar me.n thaa
Manzoor Hashmi
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n auro.n ke saath-saath
merii anaa kii teG mire duu-baduu rahii