SEARCH RESULTS
Showing search results for "karbal"
Ghazal MATCHES FOR "karbal"
Ghazal
karbal kii ret dekh ke itne the mutma.in
jaise ki muntazir ho.n isii imtihaan ke
Ali Raza Baloch
Ghazal
tarbiyat KHuun me.n rach jaa.e to tab hotaa hai
varna aasaa.n nahii.n jaanaa kisii karbal ke liye
Saadullah Shah
Ghazal
islaam zinda hai to zinda husain bhii hai.n
karbal faqat yaziidii naKHvat kaa KHaatma thaa
Zafar Awan
Ghazal
apne andar mujhe karbal kaa samaa.n lagtaa hai
sar-bulandii ke liye nok-e-sinaa.n Dhuu.nDtaa huu.n
Shakeel Jazib
Ghazal
ham to karbal ko hii bas daar-e-baqaa kahte hai.n
us kii miTTii ko suno KHaak-e-shifaa kahte hai.n
Asad Raza Sahar
Ghazal
aur ant me.n judaa.ii ba.Dii karb-naak hai
tujh mujh me.n yuu.n to roz-e-azal se vifaaq hai
Nasir Shahzad
Ghazal
Syed Zafar Kashipurii
Ghazal
is liye log sulagte hii yahaa.n karbal me.n
jise miltaa hai vo pii letaa hai saaraa paanii
nawed malik
Ghazal
terii hastii ek furaat sahii par tuu ne
mere to aa.ngan ko karbal kar rakkhaa hai
Shahzad Qamar
Ghazal
karbal kii KHaak se jo mirii KHaak jaa mile
phir KHaak merii markaz-e-anvaar tak chale
Saim Ji
Ghazal
Asad Raza Sahar
Ghazal
Imdad Hamdani
Ghazal
basaarato.n ko sameTo bujhaa lo aa.nkho.n ko
bayaan-e-karbal-e-sarv-o-saman tamaam hu.aa