SEARCH RESULTS
Showing search results for "karbal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "karbal"
Ghazal
karbal kii ret dekh ke itne the mutma.in
jaise ki muntazir ho.n isii imtihaan ke
Ali Raza Baloch
Sher
aaj dar-pesh hai phir se mujhe karbal kaa safar
aaj kuchh mere taraf-daar bhii kam aa.e hai.n
Shahrukh Abeer
Ghazal
tarbiyat KHuun me.n rach jaa.e to tab hotaa hai
varna aasaa.n nahii.n jaanaa kisii karbal ke liye
Saadullah Shah
PAGE MATCHES FOR "karbal"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
karbal
कर्बल کَرْبَل
name of a place in Iraq, where Husain, the younger son of Ali was killed and buried- the place where the taʻziya is buried, Karbala
Arabic
MORE MATCHES FOR "karbal"
Ghazal
ham to karbal ko hii bas daar-e-baqaa kahte hai.n
us kii miTTii ko suno KHaak-e-shifaa kahte hai.n
Asad Raza Sahar
Ghazal
haq-go.ii ham-rikaab dariida-badan ke baab
karbal kitaab sidq siyaaq-o-sabaaq hai
Nasir Shahzad
Ghazal
Syed Zafar Kashipurii
Ghazal
is liye log sulagte hii yahaa.n karbal me.n
jise miltaa hai vo pii letaa hai saaraa paanii
nawed malik
Ghazal
terii hastii ek furaat sahii par tuu ne
mere to aa.ngan ko karbal kar rakkhaa hai
Shahzad Qamar
Salam
karbal ke jaa.n-nisaaro.n pe meraa salaam ho
ibn-e-'alii ke pyaaro.n pe meraa salaam ho
Farooq Noor
Ghazal
karbal kii KHaak se jo mirii KHaak jaa mile
phir KHaak merii markaz-e-anvaar tak chale
Saim Ji
Naat
bik jaatii kaa.enaat ye haatho.n yaziid ke
karbal me.n gar na hotaa navaasaa rasuul kaa














